-->

Recent Posts

Tuesday, 12 April 2016

Android phone me blogging ya kisi pc site ko kaise chalate hai




Har koi chaata hai ki vo  bhi apne mobile me blogging kar sake Lekin aisa ho nhi Pata.

Aap apne android phone me bahut koshish
>
Karte ho Lekin nakaam ho jaate ho.
Aur  kaI to Aise hai jo laptop computer ka alash  nhi uthate 
Aur vo apne smart phone me
Hi kaI rupees karcheck karke us me
System kar wane ke baare me sochte

Magar Nakaam hi hote hai.

Aaj mai aapke liye ek Aise trick Lekar Aya hu jisse aap apne smart phone me hi blogging ya fir koi bhi pc site chala sakte ho.
Aur vo bhi bilkul free me koi paisa Kharch karne ki jarurat nhi.




blogging ya kisi pc site ko chalane ke liye aapke pass ek pc hona jarury
Nhi hai.
Aap ye apne smart phone me  bhi   chaaLA sakte ho.

Mai aaj apne is post me apko kuch apps batane ja rha hu Jinhi aap apne smart phone me install karke net chalate sakte  ho vase dekh a jaaye to aap apne 
Smart phone ke chrome ya browser me bhi chaaLA sakte ho. 


Lekin unme Aap puri traha se nhi chala pate 
Aur uni speed bhi jaada kuch achi
Nhi hoti hai 

To Ghabrayer nhi dosto aap bs mere bataye apps me se apne pasand ka app download karke pc Internet ka lab uthaye  

Ab baat aati hai ki is me kya kya chaahiye. Aur kon kon se app hai vo


Kya kya chaahiye smart phone me blogging ya kisi pc site ko chalane ke liye?


1.ek smart phone.
2 . enter net connection.


Kon kon se app hai vo



1.phuffin Web browser


Ye ek bahut hi great app hai aap is app ki madad se  blogging kar sakte ho.
Ye computer ki traha hi show karta hai apna page 

Aur is ki speed bahut hi achi hai.
Aap ise playstore pe se free me download kar sakte ho is app ka size sirf 25mb hai.


Flashfox Web browser 


Flashfox to Mera feverate hai ye puffin
Se bada isme full flash support hai
Aur clear screen ,slim toch aur bhi kaI fitures waLA ye app playstore se aap sirf 40mb me download kar sakte ho. 


Aur bhi bahut se Aise hi app  playstore par hai 

Ye Maine do super and fast apps bataye hai. Aap apne pasand ka app download kar sakte ho 


Ager aap in pe bloggING karna chaate hai to aapko uske liye ek chota sa app bhi download karna hoga.


ES File Explorer 


Es file explorer
bhi smart phone me blogging karne me apna yogdan details hai.

I ski madad se aap apne post me file,photo,document,videos and songs
Upload kar sakte ho.







To dosto aapko humari ye post kaise lag
Ye batana na bhule
Aur thanks aapka ki aapne humari ye post padI


Ager aapko hor kuch bhi puchhna hai to comment ke jariye Hume bataye hum apin puri koshish karenge ki aapkI madad kar sake.


No comments:

Post a Comment

Apne email id se login kare aur apna question puchhe

WorldGujjars © 2014. All Rights Reserved | Powered By Blogger | Blogger Templates

Designed by- Dapinder