Also read :-
Aaj 21st Century me science ne jitni
Tarakki kar li hai
Utni hi Internet ne bhi
Internet aaj har kisi ki pasand hai
Internet se hota judo ge ye utna hi bada hota jaata hai
Aaj hum padege ke free me Android apps kaise banate hai.
Android phone bhi aaj Kal har kisi ke
Pass mil jaate hai
Kyu ki is modal jam ane me Android phone 90 percent logo ki pasand hai
Aur ager aap bhi android phone istemal karte hai to uske apps ke baare me to jaante hi Hoge
Aur aapke mn me kabhi ye sabal to jarur Aya Hoga ki akhir ye kaise Banta hai
To dosto jaada mat sochiye Kyu ki Mai aapko aaj is post me ye hi batauga ki free me apps kaise banate hai
Ji ha dosto free me bana sakte ho android apps
Koi paisa Kharch karne ki jarurat nhi hai
Bs aap mere steps ko shi shi se follow kare. Aapka app ban jayega
Aur ager kuch pares ani ho to comment ke jariye bataye.
Free me Android apps kaise banate hai full guide?
Step1:-sabse pahle aap www.appsgeyser.com Is site par jaaye
Vha par create now par click kare.
Step2 :- ab aapke samne ek new page open hoga
usme aapko apne hisab se option select karna hai
Mutlab ye ki ager aap apne website ke liye app banana chaate hai to
Website wale Option par click kare
Step3:-ab agle page me aapko apne app
Ki setting Karni hai
1.yaha Khali box me apni website ya blog ka Url dale
2.go ke option par click kare.
Also read :-
Step4:- Ab aapko apne app Ki setting
Karni hai
1.apne blog ka type yaane ager aapka
Aapka blog blogger par hai To aap usher click karke select kar le
2.yaha apne blog ka Url dale.
3.next par click kare.
Step5:- ab aapko apne app ka Naam CHuna hai
JAb app install hoker phone me dikhega to Iske saith ye Naam bhi dikhega
Is liye shi se bare
1.app ka Naam dale.
2.next par click kare.
Step6:- ab aapko apne app ka description Dena hai
Mutlab apne app ke baare me likhna hai ki aapka app kis topic par hai
Note:- ager aap apne app ko playstore par public kar rhE to ye description bahut jarurI haI Kyu ki ye aapke app ke neeche show hoga isliye ye shi se likhe
Next par click kare.
Step7:-ab aapko apne app ka icon choose karna hai jo aapke phone me install hone ke Baad show hoga
1.custom icon par click karke apni image upload kar le (ager aap koi image
Nhi upload karna chaate ho to aap default icon par click karke appsgeyser
Ka icon bhi select kar sakte ho)
2.next par click kare.
akhir me create par click kare
Ab aapke samne ek form open hoga
Yaha aapko appsgeyser par apna Account banana hai.
1.apni email Id bare.
2.apna password dale jo aap chaahe
3.apna password dobara se bare.
4.do no options ko Select kare.
5.apna cap change code shi se
Feed kare.
6.last me sign up par click kare.
Ligiye dosto humara app bhi ban gya
Aur account bhi ban gya hai
Ab jab bhi koi new app banaye to apne account me login karke bana sakte ho.
To dosto aapko humari ye post kaise lag Ye batana nabhule Aur thanks aapka ki aapne humari ye post padI.
Ager aapko
No comments:
Post a Comment
Apne email id se login kare aur apna question puchhe