-->

Recent Posts

Monday 18 April 2016

free me khud ka messenger app kaise banate hai














Aap daily kisi na kisi se massages ke jariye bate karte Hoge Aur
Ager aapke massage me koi mistake hoti hai to aap jarur koi new messenger

Download kare ge or

Aapke mn me kabhi ye sabal to jarur Aya Hoga ki Kash mai bhi apna khud ka
messenger app bana Pata


Dosto aap ye jarur  kar sakte hai.

Ab mai aapko kuch sabal aur unke
Meaning ke jariye samjhane ki koshish
Karunga.




Kudh ka messenger app banane Me Paise karch hote hai. 


Bilkul bhi nhi dosto koi paisa Kharch nhi hoga
Internet par bahut Aise sites hai jo 
Aapko free me apps banane detI hai.



App banane ke liye kya kisi prakar ki coding  ki jarurat hai.


Nhi dosto aapko kisi bhi par kar ki coding ki jarurat nhi hai Bs aapko thoda
Thoda bahut Internet ki knowledge ki jarurat hai.


Kya ham Kudh ka messenger app banakar paise bhi kama sakte hai. 


Ji ha dosto ham Kudh ka messenger app banakar paise bhi  kama sakte hai.
Internet par aur bhi bahut se tarike hai
Jinse hum paise bhi kama sakte hai 



Also read:





Free me Kudh ka messenger app kaise banate hai.


Aap mere steps ko follow kariye aapka app ban jayega. 


Step1 :- sabse pahle aap www.appsgeyser.com par jaaye
Vha create now par click kare. 




Step2 :- ab messenger par click kare. 


Step3 :- ab aapke samne ek new page open hoga usme aapko apne app Ki setting Karni hai. 


1.isme aapko apne hisab se colour select Karne hai.
2.yaha par aapko apne app ke liye background image upload karne hai.
3.yaha par aap dekh sakte ho ki
Isme faq Url pahle se hi mojud hai
Ager aap kisi Aise site ka naam jaante 
Hai jo free massaging karwati hai
4.sabhi settings shi se dekh kar
Next par click kare.


Step4:-yaha par aapko apne app ka Naam CHuna hai. 



1.apne app ka Naam dale. 
2.next ke option par click kare.


Also read :



Step5:-ab aapko apne app ko ek description Dena hai 
Dhyan rhe ager aap apna app playstore par dal na chaate hai to ye description bahut jarurI haI.



Description dene ke Baad next par click kare. 


Step6:-ab aapko apne app ka icon choose karna hai.



1.apna icon choose kare Aap chahe to 
Default icon bhi  choose  kar sakte ho. 
2.next par click kare. 


Step7:-create par click kare 
Ligiye dosto aapka app ban kar Tayar hai. Aap chahe to create par click karne se pahle preview bhi dekh sakte ho. 



Ab aapke samne ek new page open hoga usme aapko apna Account banana hai. 

Ager aaka account pahle se hi appsgeyser par hai To aap seedha sign in karke apne account me enter ho jaaye. 


To dosto aapko humari ye post kaise lag Ye batana nabhule Aur thanks aapka ki aapne humari ye post padI.












Read more

Saturday 16 April 2016

free android apps kaise banate hai full guide





Also read :-





Aaj 21st Century me science ne jitni 
Tarakki kar li hai
Utni hi Internet ne bhi 
Internet aaj har kisi ki pasand hai


Internet se hota judo ge ye utna hi bada hota jaata hai 



Aaj hum padege ke free me Android apps kaise banate hai.

Android phone bhi aaj Kal har kisi ke 
Pass mil jaate hai 
Kyu ki is modal jam ane  me Android phone 90 percent logo ki pasand hai

Aur ager aap bhi android phone istemal karte hai to uske apps ke baare me to jaante hi Hoge 
Aur aapke mn me kabhi ye sabal to jarur Aya Hoga ki akhir ye kaise Banta hai 

To dosto jaada mat sochiye Kyu ki Mai aapko aaj is post me ye hi batauga ki free me apps kaise banate hai
Ji ha dosto free me bana sakte ho android apps




Koi paisa Kharch karne ki jarurat nhi hai 

Bs aap mere steps ko shi shi se follow kare. Aapka app ban jayega 
Aur ager kuch pares ani ho to comment ke jariye bataye. 



Free me Android apps kaise banate hai full guide? 

Step1:-sabse pahle aap www.appsgeyser.com  Is site par jaaye 

Vha par create now par click kare. 





Step2 :- ab aapke samne ek new page open hoga 
usme aapko apne hisab se option select karna hai 
Mutlab ye ki ager aap apne website ke liye app banana chaate hai to 
Website wale Option par click kare 





Step3:-ab agle page me aapko apne app
Ki setting Karni hai


1.yaha Khali box me apni website ya blog ka Url dale
2.go ke option par click kare. 

>

Also read :-




Step4:- Ab aapko apne app Ki setting 
Karni hai 


1.apne blog ka type yaane ager aapka
Aapka blog blogger par hai To aap usher click karke select kar le
2.yaha apne blog ka Url dale. 
3.next par click kare. 



Step5:- ab aapko apne app ka Naam CHuna hai
JAb app install hoker phone me dikhega to Iske saith ye Naam bhi dikhega
Is liye shi se bare



1.app ka Naam dale. 
2.next par click kare. 




Step6:- ab aapko apne app ka description Dena hai 
Mutlab apne app ke baare me likhna hai ki aapka app kis topic par hai 


Note:- ager aap apne app ko playstore par public  kar rhE to ye description bahut jarurI haI Kyu ki ye aapke app ke neeche show hoga isliye ye shi se likhe


Next par click kare. 


Step7:-ab aapko apne app ka icon choose karna hai jo aapke phone me install hone ke Baad show hoga 


1.custom icon par click karke apni image upload kar le (ager aap koi image
Nhi upload karna chaate ho to aap default icon par click karke appsgeyser
Ka icon bhi select kar sakte ho)

2.next par click kare. 



 akhir me create par click kare 
Ab aapke samne ek form open hoga
Yaha aapko appsgeyser par apna Account banana hai. 


1.apni email Id bare. 
2.apna password dale jo aap chaahe
3.apna password dobara se bare. 
4.do no options ko Select kare. 
5.apna cap change code shi se
Feed kare.
6.last me sign up par click kare. 


Ligiye dosto humara app bhi ban gya 
Aur account bhi ban gya hai
Ab jab bhi koi new app banaye to apne account me login karke bana sakte ho. 





To dosto aapko humari ye post kaise lag Ye batana nabhule Aur thanks aapka ki aapne humari ye post padI. 

Ager aapko 




Read more

WorldGujjars © 2014. All Rights Reserved | Powered By Blogger | Blogger Templates

Designed by- Dapinder