>
Ager aapka bhi ek blog hai to to aapke liye sitemap bahut jaruri cheej hai.
Humne apni pichhli post me pada tha ki blog ko google search me kaise add kare google search console se.
aaj hum is post me ye hi padege ki sitemap kya hai aur ise blog par kaise add kare.
>
to jaada time barbaad na karte huye
hum jaante hai ki kaise kare.
Sitemap kya hai?
Sitemap ek xml file hai. Sitemap se google humare blog me kya kya hai ki jaankari milti hai.
humare blog ka saara data sitemap ke
jariye google tak short me
pahuchta isse google ko humare blog ko
Search me laane ke liye aasani hoti hai.
Kya fayada hai sitemap ka?
Sitemap se aapki traffic pe to koi farak nhi padta hai.
Lekin ager aap adsense pe account bana rhe ho to sitemap se aapke adsense account ko approved hone me aasani hogi.
Sitemap kaise submit kare?
Sitemap submit karna bahut aasan hai.
aap mere steps ko follow kare.
Step1 :- sabse pahle apne google search console ke account me login karke apne blog ya website ke link par click kare.
step2:-apne dashboard me jaaker crawl par click karke sitemap par click kare.
Step3 :- ab add/test sitemap par click kare.
1. Ab aapko apne url ke samne bne box me sitemap. xml likhna hai.
2. Ab neeche submit par click kare.
Ab aapka sitemap taya ho gya hai
To dosto aapko humari ye post kaise lagi ye batana na bhule .
aapka is post se releted koi bhi sabal ho to aap comment ke jariye bata sakte ho.
No comments:
Post a Comment
Apne email id se login kare aur apna question puchhe