Har blogger chaata hai ki uska blog sabse beautiful dikhe or vo ye sochte hai ki kaise apne blog ko beautiful banaye. Aapko bhi kabhi ye lagta hoga.
To do stock aaj mai aapko ek trick bataye hu jisse aapko apne blog me thoda badlaav to dikhega.
Fevicon se aapko blog me bahut badlaav hoga.
Fevicon kya hai?
Ye hai aap chahe to aap ise badal bhi sakte ho. To fir chaliye jaante hai ki kaise badly ise.>
Aap fevicon iconj is website se bhi download Kar sakte ho aapko is se animated icon bhi le sakte hai.
Fevicon ko blogger se kAise add kare?
Aap mere steps ko follow jariye.
Step1 :- sabse pahle aap apne blogger ke dashboard me jaaker layout ki button Par click kare.
Step2:- upAR ki aur fevicon dikhai De rha hoga. Use edit ki button Par Click kare.
Ab ek pop up window khulegi us me apnevery fevicon ki image upload karke save kar De.
Ab aap apnI website ko open kariye aap dekh the Hoge ki icon lag chuka hoga.
Aap apne website ko refresh Karke dekh sakte ho.
To dosto aapko humari ye post kaise lag ye batana na bhule .
No comments:
Post a Comment
Apne email id se login kare aur apna question puchhe