Har koi chaata hai uski bhi ek website ho. aur kaI log to website banane ke chakkar me Kai so rupees Kharch Kar dete hai. Aur is Sab ka koi fayeda nhi hota. Blog bhi nhi bana paate. Lekin aaj mai aapko ek aisa tarika batane ja rha hu jisse aapko ek bahut achhi website/blog banana aa jaayega. Aur vo bhi free me ji ha bilkul free me bana sakte ho website aur blog.
Step2:-ab aap apnea Gmail is se login kare.
Blogger ekAise site hai jis par hum free me blog / website bana sakte hAi. To fir Hume pahle blogger ke baare me bhi jaan Lena chaahiye.
What is blogger?/Blogger kya hai?
Bleogger google ki hi service hai jis google NE free me blogging karne Walo ke liye banaya hai. Ab ye to har koi jaanta hoga ki Google duniya ka sabse bda search engine hai or ye bloggers ke blog ko full service details hai.
To ab blogger ke baare me jaan gye Hoge. To ab ye jaan lete hai ki is par free me blog / website kaise banaye. Or kya kya chaahiye blog banane me.
Kin kin cheejo ki jaarurat hai.?
1:net connection
2:ek Gmail id
3:ek computer
NOTE-ager aapko pass computer nhi hai to aap apnea smart phone chrome me bhi chaaLA sakte ho aur ek app hor hai us me bhi chaala sakte ho us app ka Naam Puffin Web browser hai aap is app ko playstory se assai se download Kar sakte ho.
Ab bast matte hai ki website banaye kaise.
Website kaise banaye?
Aap mere in steps ko shi shi se follow kare.
Step1:-sabse pahle apne browser me jaakar blogger.com type karke search kare kaise Maine niche di gyi image me Kiya hai
Step2:-ab aap apnea Gmail is se login kare.
Step3:- new blog ki bUttonot par click kare
Step4:-ab ek pop up window khulegi us me apne website ka Naam,address aur theme chunni hai. Aap niche image me dekh sakte ho.
Baad me create blog ki button Par click kare.
Ligiye aapko blog Tatar ho chuka haI.
Aapko hum are is post me much Sama name Aya ho to comment ke jariye Hume jarur bataye.
Aapko humari ye kaise lag dost ye bhi jarur batane
No comments:
Post a Comment
Apne email id se login kare aur apna question puchhe