Aap daily kisi na kisi se massages ke jariye bate karte Hoge Aur
Ager aapke massage me koi mistake hoti hai to aap jarur koi new messenger
Download kare ge or
Aapke mn me kabhi ye sabal to jarur Aya Hoga ki Kash mai bhi apna khud ka
messenger app bana Pata
Dosto aap ye jarur kar sakte hai.
Ab mai aapko kuch sabal aur unke
Meaning ke jariye samjhane ki koshish
Karunga.
Kudh ka messenger app banane Me Paise karch hote hai.
Bilkul bhi nhi dosto koi paisa Kharch nhi hoga
Internet par bahut Aise sites hai jo
Aapko free me apps banane detI hai.
App banane ke liye kya kisi prakar ki coding ki jarurat hai.
Nhi dosto aapko kisi bhi par kar ki coding ki jarurat nhi hai Bs aapko thoda
Thoda bahut Internet ki knowledge ki jarurat hai.
Kya ham Kudh ka messenger app banakar paise bhi kama sakte hai.
Ji ha dosto ham Kudh ka messenger app banakar paise bhi kama sakte hai.
Internet par aur bhi bahut se tarike hai
Jinse hum paise bhi kama sakte hai
Jaise kiKudh ka blog banakar
Also read:
Free me Kudh ka messenger app kaise banate hai.
Aap mere steps ko follow kariye aapka app ban jayega.
Step2 :- ab messenger par click kare.
Step3 :- ab aapke samne ek new page open hoga usme aapko apne app Ki setting Karni hai.
1.isme aapko apne hisab se colour select Karne hai.
2.yaha par aapko apne app ke liye background image upload karne hai.
3.yaha par aap dekh sakte ho ki
Isme faq Url pahle se hi mojud hai
Ager aap kisi Aise site ka naam jaante
Hai jo free massaging karwati hai
4.sabhi settings shi se dekh kar
Next par click kare.
1.apne app ka Naam dale.
2.next ke option par click kare.
Also read :
Step5:-ab aapko apne app ko ek description Dena hai
Dhyan rhe ager aap apna app playstore par dal na chaate hai to ye description bahut jarurI haI.
Description dene ke Baad next par click kare.
Step6:-ab aapko apne app ka icon choose karna hai.
1.apna icon choose kare Aap chahe to
Default icon bhi choose kar sakte ho.
2.next par click kare.
Step7:-create par click kare
Ligiye dosto aapka app ban kar Tayar hai. Aap chahe to create par click karne se pahle preview bhi dekh sakte ho.
Ab aapke samne ek new page open hoga usme aapko apna Account banana hai.
Ager aaka account pahle se hi appsgeyser par hai To aap seedha sign in karke apne account me enter ho jaaye.
To dosto aapko humari ye post kaise lag Ye batana nabhule Aur thanks aapka ki aapne humari ye post padI.
No comments:
Post a Comment
Apne email id se login kare aur apna question puchhe