Blog banaker sabhi ka ek hi sabal hota hai ki vo apne blog ko google search me kaise laaye.
Blogger google ki hi service hai. Lekin Blogger ko bhi search me laane ke liye
Google se submit karna padta.
Aaj hum is post me ye hi padege ki
Blog ko google search me kaise add kare google search console se.
Abhi maine upar post me Google search console ka naam liya hai.
Kya hai ye Google search console.
Kaise kaam karta hai ye.
Aise aur bhi bahut se sabal hai jo aaj mai aapko is post me batauga.
Kya hai google search console?
Ye to iske naam se hi pataa chalta hai ki isme google ka naam aya hai to jarur google ki hi service hai.
Ji ha dosto ye google ki hi service hai aur google ki service hai to bharose mnd bhi hogi hi .
Aur ye free bhi hai. Aapko iske liye koi paise kharch karne ki jarurat nhi hai.
Google search console se humare blog me kya hai kitne post, page hai ki jaankari ye logo tak pahuchaata hai.
Ager koi aapke blog se related koi cheej search karta hai. To google aapka blog bhi uske samne le aata hai.
Kya fayada hai iska?
Google search console ki madad se aap
Apne blog ki traffic bhi bada sakte ho
Ager aapka blog search aata hai to logo ko aapki site par aane me aasani hoti hai.
Kaise add kare google search console ko blog par?
Google search console ko blog par add karna bahut aasan hai.
Bs aap mere in step ko shi se follow kare.
Step1 :- sabse pahle aap apne browser me www.google.com /webmaster site par jaaye.
Step2:- ab waha search console par click kare. Apne gmail id se sign in kare.
Step3:- ab ek new window open hoga.
Step3:- ab ek new window open hoga.
Waha add a property par click kare.
Step4:-ab ek chhoti si popup window open hoga. Usme apne blog ya website ka url dale.fir continue par click kare.
Step5:- ab google aapse apne account ki verification karne ko kaha rha hai.
Html tag par click kare.
Ab ek blue colour me ek code aayega
aap us code ko copy kar le.
ab hume ye code apne blog ya website par lagana hai.
step1 :- sabse pahle aap apne blogger ke dashboard me jaaker template par click karke edit html par click kare
Step2:- ab aapko ctrl+f dabaakr head search karna hai.
Ab ke samne code ko copy kar de.
Fir use save karde.
Ab apne verification page pe hi jaake verify par click kare
lijiye dosto aapka blog search engine me bhi aa gya hai.
No comments:
Post a Comment
Apne email id se login kare aur apna question puchhe