-->

Recent Posts

Sunday 3 April 2016

blog me header kya hai aur ise blog par kaise add kare?


Blog ke design me header bhi ek bahut jarurI cheej hAi. Ager aap apne blog ko website jaisa look Dena chaate ho to aapko ise jarur try karna chahI ye. 
>
Aur isse aap aapke blog par aane wale visiters ko bhi apne blog ki aur aakershit Kar sakte ho.

To ab ye jaan lete hai ki header kya hai.

Header kya hai? 


Header aapke blog ka logo hota hai.
AaP Mera logo dekh sakte ho. Isse aap samjh jaan oge ki header kya hai. 


To ab baat karte hai ki logo kha download kare?


Mai Tha aapko kuch sitesamjh ke Naam bta rha hu aap apne pasand ki site logo download kar sakte ho.
logologo.com
logopik.com
logoinstant.com

Aap in sites se logo download kar sakte ho.

Chalo abhi Maan Kar chalte hai ki aapne logo bhi download Kar liya hai.
Ab sabal ye hota hai ki logo ko blog me kaise add kare.

Logo ko blog par add kaise karte hai?


Aap mere in steps ko follow kariye. 
Aur kuch samjh Naa aye to aap mujhe neeche comment box ke jariye Bata sakte ho.

Step1 :-  sabse pahle apne blogger ke dashboard me jaaker layout ki button Par click kare. 




Step2:- apne agle screen me header ke edit button Par click kare.



Step3 :- ab ek hor page open hoga us me aapko apne logo ka title ChUn na hai.
Aur image upload karne hai.vhi image jise aapne logo download Kiya Tha vhi logo ki photo upload Karni hai.

Fir aapko neeche 3 options milenge aapko unme se 2nd no. Ka Chun na hai.
Aap neeche di gyi image me dekh sakte ho.  

Step4:- last me save ki button Par click kare. 


Ligiye frnds aapka logo aapke blog par lag chuka hai.



Ager aapko humari is post me kuch samjh nhI aaya ho to aap Hume comment ke jariye bataye.
Hum puri koshish Karenhe aapkI madam karne ki.

No comments:

Post a Comment

Apne email id se login kare aur apna question puchhe

WorldGujjars © 2014. All Rights Reserved | Powered By Blogger | Blogger Templates

Designed by- Dapinder