hum facebook ki madad se aapne friends bana sakte hai.
aur apnedosto se chat kar sakte hai
hum Facebook group bana sakte hai
jisse hum apne dosto se bhi baate kar sakte hai
>
aur ek facebook ka sabse badiya faayeda ye bhi hai ki ager aapka koi business hai to aap uske liye apna facbook page bhi bana sakte ho
maan lo ki aapke pass ek website hai aur aap use promote karna chaate ho
to aapko apnaFacebook page banana hoga. Aaj hum apniis post me ye hi jaanege ki facebook page kya hai aur ise
facebook page kaise banate hai.
Facebook page kya hai?
Facebook page fb ne logo ka business free mr promote karne ke liye banaya hai.
Fb ki is service se aap Apne bussiness ko aur age le jaa skte ho.
Ager aapki koi site hai aur aapne abhi tak Facebook Page nhi banaya hai to aap
bahut badi galti kar rhe ho.
kaise banaye Fb page?
Facebook page banana bahut aasan hai
bs aap mere steps ko follow kariye aapka fb page ban jaayega.
Step1:- Sabse
pahle aap apne facebook account me login karke.
apni id me login ho jaaye.
Step2 :- uper right side me ek aro jaisa sa bana hoga usper click karke create page par click kare.
Step3 :-ab ek newpage open hoga usme
aapko apne hisab se option select karna hai.
AbhI hume apne website ke liye page banana hai to hum brand or product par click karenge
Ab usi page par brand or product wale
Option me Aisa show hoga
1. Apni category me website chine.
2.apne page ka Naam Salo.
3.get started par click kare.
Ab aapke same aisa page khulega
1.apna discription dale.
2.apni site ka Urlacher dale.
3.apne page ka Naam dale.
4.save info par click kare.
Ab aapko apne page ke liye ek photo chUn ni hai.
Aap dekh sakte hai ki aapko do options diye gye hai.
Aap photo apne computer se hi upload
Kare.
Save photo par click kare.
Ab aapko apne page ki setting Karni hai.
Apni Saarinen settings dekh kar save par click kare...
To Ligiye dosto aapka facebook page
Banker Taar hai.
Ager aapko humara blog pasand hai to hum ara fb page like karna na bhule