ek phone me do whatsapp kaise chalate hai click here to see.
Recent Posts
Friday, 29 July 2016
Wednesday, 13 April 2016
smart phone ke liye best 4 translater apps
Labels:
Mobile tricks
Posted by
Unknown
Har koi chaata hai ki uspe har bhaasa aye aur vo kisi se bhi khi bhi kisi bhi bhaasa me baat kar sake.
Lekin uske liye aapko bahut mahanat Karni padti hai aur kaI rupees karch
Karne padte hai.
Fir bhi aap kisi ki b has a samjh ne me nakaam ho rhe ho to
Mai aapko sujhhaw dug ki ager aapke pass ek smart phone hai to aap usper translating kar sakte ho
Smart phone aaj Kal har kisi ke pass mil jaate hai kya ki 90 percent logo ki pasand smart phone hi hai
Kyu ki smart phone me aapke jarurat ka har ka am mil jaaye hai
Smart phone me jo apps hote hai
Unki badolat smart phone sabse jaada use me aane waLA phone hai.
Is liye kuch company yo ne smartphone ke apps ke jariye se translating ki Samasya jo bhi hataa diya hai.
Apps banane wali company yo ne kuch Aise apps banaye hai jinki waja se hum kisi bhi bass a ko translate kar sakte
Lekin sabhi apps itne khash nhi hai.
Aaj mai aapke liye 4 best jo Maine khud
Try kiye hai fir aapko Bata rha hu
Smart phone k liye best 4 translater apps
Aap is app ki madad se kisi likhi hui photo ko capture Karke uspe likha hua apni bhaasa ke
Anusar badal sakte hai
Jaise maan lo ki aap kahi ghumne ja
Rhe ho aur aap ye nhi jaante ki aap kis raste par hai.
Also read:-
To aap usher lage board ko dekhoge ager board par kisi yaisse bhaasa me likha ho jo aapko malam hi na ho
To fir aap us board ka photo khichoge
Google translate me search karoge
To google aapko aapki bhaasa me likh kar Bata dega
Is app ko download karne ke liye yaha click kare.
2.translate voice
Ye app ek bahut hi acha app hai
Is app ki madad se aap bolker ya bulwaker translating kar wate
Aur ye bhi bolker hi translate karta hai
Is app ko abhi download karne ke liye yaha click kare.
3.iTranslate
ITranslate me total 90 language feed hai aap is app par likh kar bhi
Translate kar sakte
Ho is bahut se feature
Pahle se hi mojud hai.
Ager aap is app ko download karna
Chaate hai to yaha click kare
4.language translater
Ye ek super fast loading waLA app hai
Aap is app par fast
Typing,fast speaking
Kar sakte ho
Aap is app ki madad se kisi ji bhaasa ko
Apni bhaasa me sun bhi sakte ho.
Ager aap is app abhi download karna
Chaate hai to yaha click kare
To dosto ye to Maine aapko top translate apps Bata a diye hai
Ager aap hor kuch jaan na chaate ho Internet ke baare me to comment ke Bata sakte ho
Tuesday, 12 April 2016
Android phone me blogging ya kisi pc site ko kaise chalate hai
Labels:
Mobile tricks
Posted by
Unknown
Har koi chaata hai ki vo bhi apne mobile me blogging kar sake Lekin aisa ho nhi Pata.
Aap apne android phone me bahut koshish
>Karte ho Lekin nakaam ho jaate ho.
Aur kaI to Aise hai jo laptop computer ka alash nhi uthate
Aur vo apne smart phone me
Hi kaI rupees karcheck karke us me
System kar wane ke baare me sochte
Magar Nakaam hi hote hai.
Aaj mai aapke liye ek Aise trick Lekar Aya hu jisse aap apne smart phone me hi blogging ya fir koi bhi pc site chala sakte ho.
Aur vo bhi bilkul free me koi paisa Kharch karne ki jarurat nhi.
blogging ya kisi pc site ko chalane ke liye aapke pass ek pc hona jarury
Nhi hai.
Aap ye apne smart phone me bhi chaaLA sakte ho.
Mai aaj apne is post me apko kuch apps batane ja rha hu Jinhi aap apne smart phone me install karke net chalate sakte ho vase dekh a jaaye to aap apne
Smart phone ke chrome ya browser me bhi chaaLA sakte ho.
Lekin unme Aap puri traha se nhi chala pate
Aur uni speed bhi jaada kuch achi
Nhi hoti hai
To Ghabrayer nhi dosto aap bs mere bataye apps me se apne pasand ka app download karke pc Internet ka lab uthaye
Ab baat aati hai ki is me kya kya chaahiye. Aur kon kon se app hai vo
Kya kya chaahiye smart phone me blogging ya kisi pc site ko chalane ke liye?
1.ek smart phone.
2 . enter net connection.
Kon kon se app hai vo
1.phuffin Web browser
Ye ek bahut hi great app hai aap is app ki madad se blogging kar sakte ho.
Ye computer ki traha hi show karta hai apna page
Aur is ki speed bahut hi achi hai.
Aap ise playstore pe se free me download kar sakte ho is app ka size sirf 25mb hai.
Flashfox Web browser
Flashfox to Mera feverate hai ye puffin
Se bada isme full flash support hai
Aur clear screen ,slim toch aur bhi kaI fitures waLA ye app playstore se aap sirf 40mb me download kar sakte ho.
Aur bhi bahut se Aise hi app playstore par hai
Ye Maine do super and fast apps bataye hai. Aap apne pasand ka app download kar sakte ho
Ager aap in pe bloggING karna chaate hai to aapko uske liye ek chota sa app bhi download karna hoga.
ES File Explorer
Es file explorer
bhi smart phone me blogging karne me apna yogdan details hai.
I ski madad se aap apne post me file,photo,document,videos and songs
Upload kar sakte ho.
To dosto aapko humari ye post kaise lag
Ye batana na bhule
Aur thanks aapka ki aapne humari ye post padI
Ager aapko hor kuch bhi puchhna hai to comment ke jariye Hume bataye hum apin puri koshish karenge ki aapkI madad kar sake.
bhi smart phone me blogging karne me apna yogdan details hai.
I ski madad se aap apne post me file,photo,document,videos and songs
Upload kar sakte ho.
To dosto aapko humari ye post kaise lag
Ye batana na bhule
Aur thanks aapka ki aapne humari ye post padI
Ager aapko hor kuch bhi puchhna hai to comment ke jariye Hume bataye hum apin puri koshish karenge ki aapkI madad kar sake.
Subscribe to:
Posts (Atom)